Sunday, 26 June 2011

ay musawir ye kya tamasha hy.

ay musawir ye kya tamasha hy.
rang say shah kaar jaltay hain.

teray aanchal ke mast chhao,n main.
by,khudi k dyaar jaltay hain.

kuch patangay chharag k lo par
kitnay by,ikhtyaar jaltay hain.

No comments:

Post a Comment